Kafa shayari in Hindi


Aag Dil Me Lagi – Best Hindi Khafa Shayari Images

best khafa shayari, Aag Dil Me Lagi - Best Hindi Khafa Shayari Images, Khafa Shayari wallpapers for facebook & whatsapp status, Khafa Shayari for lovers

आग दिल मे लगी जब वो खफा हुए,
महसूस हुआ तब, जब वो जुदा हुए,
कर के वफ़ा कुछ दे ना सके वो,
पर बहुत कुछ दे गये जब वो बेवफा हुए

best dua shayari, new dua shayari, latest dua shayari, top dua shayari, Alone-girl-with-Flowers-HD-Desktop-Background-loveosve

Khafa Bhi Rehte Hain Wafa Bhi Karte Hain,
Is Tarah Apne Pyaar Ko Bayan Bhi Karte Hain,
Jane Kaise Narazgi Hai Hamse Unki.
Khona Bhi Chahte Hain Aur Pane Ki Dua Bhi Karte Hain.

best khafa shayari, New Hindi Bewafa Shayari, Best Bewafai Hindi Status, Bewafa Quotes

Naseeb mera kyu mujhse khafa ho jata hai,
Apna jisko bhi mano bewafa ho jata hai,
Kyu na ho shikayat meri nazro ko raat se,
khwab pura hota nhi or sawera ho jata hai.

best khafa shayari, sad-girl-sitting-alone-in-rain-lovesove

Jo rehte hain dil me wo kabhi Juda nahi hote,
Kuch ehsaas dil ke lafzo se Bayaan nhi hote,
Ek hasrat hai ki hum bhi unko Manaye kabhi,
Aur ek wo hain ke hamse kabhi khafa nahi hote.


 

Dil ki Baat ko juban se kahna Nahi Aata
Khafa Hona to Aata hai, Rehna Nahi Aata.

Roth Jate Ho To Kuch Aur Haseen Lagte Ho

Hum Ne Ye Soch Ke Hi Tum Ko Khafa Rakha Hai.


 

Faasla itna badhane ki Zarorat
kya thi
Tujhe mujhse rooth jane ki
zaroorat kya thi
Ab jo mujhse rooth k udaas
rehte ho
Apna haath Mujhse churhane
ki zaroorat kyaa thi


 

Duniya kab kisi ke gam ko
apna gam samajhti hai Tujhe apna gam duniya ko
dikhane ki zaroorat kya thi
Main aaj tak is baat ko
samajh nahi paaya
Jab main saath tumhare tha,
to tumhe zamane ki zaroorat kya thi.


 

Dil Tod Kar Hamara Tumko Rahat B Na Milegi
Hamare Jaisi Tumko Chaht B Na Milegi.


 

Yu Itni Berukhi Na Dikhlaiye,
Hum Agar Ruthe To Hamari Aahat B Na Milegi.

Apne Dil Ki Sunn, Afwahon Se Kaam Na Le,

Mujhe Yad Rakh, Beshak Naam Na Le,

Tera Veham Hai Ke Hum Bhool Gaye Tujhe,

Meri Koi Aisi Saans Nahi Jo Tera Naam Na Le!


 

Sab se chupa kar dard, jo woh muskura diya
Uski hansi ne to aaj mujhe rula diya..

Jaane kya usko logo se thi shikayatein
Tanhaiyon ke daish mein khud ko basa diya..

Khud bhi woh hum se bichad kar adhura sa ho gaya
Mujh ko bhi itne logo mein tanha bana diya..


 

Wo khafa nahi the,

Hum bewafa nahi the,

Kuch galat wo kahi the,

Kuch galat hum kahi the,

Bas isi me ho gaye zindagi k faasle,

Kahi pe wo sahi the,

Kahi pe hm sahi the.

Leave a comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *