धन्य वह देवी जो पति सुख हेतु व्रत पावे,
धन्य वह जो देवी रूप पत्नी पावे,
धन्य वह स्वरूप जो मनुष्यता का दीप जलावे.
करवा चौथ की शुभकामनाएं!!
Aaj Hoga Chand Ka Intezaar Kuch Zyada,
Aaj Hum Karenge Thodi Si Pooja Bhi Zyada,
Mere Pati Ki Lambi Umar Ho Is Baat Ka Iraada,
Baandhkar Rakhenge Ye Vrat Wakt Se Zyada…
Karvachauth Ki Bahut Shubkaamnayein…
Muhabbat aik aisi bhi,
Khuda ki banai moti si,
Bhook pyaas se aur chamke..
Aise fitrat Karva Chauth ki jyoti si.
Happy Karwa Chauth in Advance..
Vrat Ki Har Rasam Nibhaungi
Ek Sacchi Patni Banke Dikhaungi,
Duniya Ki Har Khushi Mere Pafi Ki Hogi,
Jab Baadlo Ko Cheerkar Chaand Ki Ek Kiran Dikhegi…
Karwa Chauth Mubarak Ho Aapko
Aao Baithe Sang Aaj Shaam,
Kare Pooja Aur Mata Tak Pahunchaye Paigaam,
Humare Patiyon Ki Umar Ho Lambi,
Bas Yehi Mile Is Vrat Ka Inaam…
Happy Karwa Chauth
Happy Karwa Chauth Status
Meherban Hai Aaj Ham Par Bhagvan
Hamko Diya Hai Pyaare Pati Ka Vardaan
Yeh Hai Karwa Chauth Ki Kamyaabi
Aur Hamara Dil Karta Hai Wah Wai.
Karwa Chauth Mubarak
Bina khaaye piye vrat karna
Prem ki atoot paribhasha hai
Hum yun hi prem bandhan mein bandhe rahe
Mere dil ki bas yahi aasha hai.
Happy Karwa Chauth.
Janhit Me Jari Aaj Ye Farman Hai,
Dil Se Nikla Hua Ye Hamara Aramaan Hai,
Hai Aaj Karva Chauth Suhani,
Jis Par Fida Hamari Jaan Hai,
Happy Karwa Chauth
Dil khushiyon ka aashiyana hain
Isse dil mein basaye rakhna
Patni rakhti hai vart aapke liye
Aap bhi inhe zindagi bhar hasaye rkhna.
Karwa chauth ka din hain,
Tumhaari yaadon se bhare hai hum
Tum bin zindagi kitni berang hogi,
Ye soch ke kayi baar dare hai hum.
Mehendi ka lal rang aapke
Pyar ki gaharai dikhata hai.
Mathe pe lagaya huwa sindoor
Aapki duaaye dikhata hain.
Gale me pehna huwa mangalsutra,
Hamara majboot rishta dikhata hai.
Happy Karva Chauth
Khuda se maine ek dua mangi,
Dua me apni maut mangi, phir
Khuda ne kaha maut to tujhe
Me de du par usko kya kahu
Jisne teri lambi umar mangi!
Lakho dekhe duniya me hamne haseen
Magar mujhe tumhi lage khubsurat,
Is dil me lahar uthi pyaar ki,
Jab se humne dekhi tumhari suraat..
Shama kehti hai muje banaya kisne,
Jis jis k hath lagi muje jalaya usne,
Wo shama kya jise koi jalane wala na ho,
Wo insan hi kya jise koi chahne wala na ho.
For My Beautiful Wife…Happy Karwa Chauth.
Is vrat ki har rasm nibhaaungi,
Ek sacchi patni bankar dikhaungi,
Duniya ki har khushi mere pati ki hogi,
Jb badlo ko cheerkar chand ki kiran dikhegi.
Aaj ka din bada khaas hain,
Aap ke aane ki aas hain,
Thodi bhookh thodi pyaas hain,
Aap nahi bas aapka aehsaas hai.
Happy Karwa Chauth